PM Kisan 22वीं किस्त कब आएगी? Latest update?
👩🌾
Sunita Devi
·
·
👁️ 0 views
·
💬 4 replies
Bihar se hoon. 21st installment time pe aayi lekin 22nd ka koi update nahi. eKYC ho gaya, Farmer ID ban gayi. Kab tak?
💬 Replies (4)
👨🍳
Ashok Mishra
1 हफ़्ते पहले
March end tak expected hai. PM Modi ka event hoga jahan se release karenge.
👨🍳
Ashok Mishra
1 हफ़्ते पहले
pmkisan.gov.in pe Beneficiary Status check karo. FTO Generated matlab jaldi aayegi.
👨
Rahul Kumar
1 हफ़्ते पहले
Patience rakho. Har baar 2-3 hafte delay hota hai.
👨🏫
Deepak Verma
1 हफ़्ते पहले
UP mein 19 lakh logon ka naam kata gaya. Pehle list check karo.